tujhse milnay k baad
love.....
SHAYARI
"Tujh se milnay k baad "
Meny khud ko kho diya tujhse milnay k baad.....
Or paayaa hy meny Sab kuch tujh se milnay k baad......
Na mukammal thi me ab tak tujhse milnay se pehlay......
lekin kaamil me hogai tujh se milnay k baad .....