point of view. . .
point of view
Log khty hain k zindagi boht kuch sikha deti hy...
Lekin zindagi se zyada piyar insan ko boht kuch sikha deta hy...
Halat boht kuch sikha dete hain....
Waqt boht khas hy or boht aam bhi....
Waqt ki qadr krni chahye qk ye guzr jae to lot kr dobara kbhi nahi ata...
Waqt ko kosna nahi chahye..
Qk acha waqt agr guzr jae to bura waqt bhi guzr hi jata hy...
Aj waqt bura hy to kal yaqeenan acha waqt hoga....
Kbhi insan k chehre se use judge na kro na uski meethi zuban se....
Blky usko andr se jhank kr dekhny ki koshish kro...
Uska dil dekho nazrya dekho aadat dekho...