Monday 15 may 1:30am
just started
SHORT STORIES
"Life kB kaha change ho jaye koi nahi Janta." Ye pahli baar n hai mere sath bahut baar huaa hai ki achank hi SB change ho gya kavi log piche rah gye kavi time n dhokha de diya. Aur aaj main phir wahi khara hu main kya krna chahta hu aur kya Kr raha hu, kya krne nikla tha main aur aaj kaha hu.Ek spna tha animator baunga aur aaj ek stereo paint artist k intern k liye lad raha hu..Wah life kaha pahucha deta hai.Ek spna tha aur uske liye main pagal tha raat raat bhar Maya padh padh k us spne ko pura krna chaha BT dekho life n kaha khara Kr diya, u know lag raha hai Maine animation field hi chor diya hai.