K liye...

love poetry

Cover artwork for K liye...

Mujhy sath chahye tumhara umar bhar k liye.......
Mujhy piyar chahye tumhara har aik pal k liye....
Tumhain sochti hon to khud ko bhool jati hon......
Me jo hon jesi hon tmhari hon sanam......
Apni aik aik dharkan tumhary naam karti hon har janam k liye......
Mera jeena tumhary liye meri mout tumhari judai se......
Me hon tmhare liye sirf tmhare liye.....
Bas aik bar keh do k tm bhi ho sirf hamare liye....
Mujhy sath chahye tumhara umar bhar k liye.....
Mujhy piyar chahye tumhara har aik pal k liye.......


#Liye #Shayari #UrduPoetry #Ghazal #Sukhan
Next 1-Minute Read Dard Aur Umeed Ka Taraana: Chand Sher Read Next Story →
Read smoothly in WritOn
Open App