Heart
A reality we know, but ignore
ESSAYS
Ak artist se Dil k darwazay ki tasveer bannanay k li kaha geya,
Us na bhot hassen Ghar banaya
....Aur...
Us ma ak chota sa khubsorat darwazay lagaya.....
Lakin
Us ka handle nahi Tha......
Kisi na pocha??????
Handle ku ni lagaya???
To us na baari khubsorat baat kahi....
K Dil ka darwaza andar sa khola jata hai..
Bahir sa ni...
Agar..
Bahir sa khola jata
To
Hr kisi ka Dil mai jagha banana bhot asan hota...
..... Stay blessed...