Ek adhuri kahani

Ek Ladka or ek ladki ka pyaar jo kabhi kam nhi hua

Cover artwork for Ek adhuri kahani
SHORT STORIES

Ek ladka tha uska naam Haadi tha ! Haadi middle claas ghar ka ladka tha ! Haadi school me padhta tha ! Bachpan se woh ek ladki ko chahta tha usse bahot pyaar karta ! Waqt ki race me dono bade hue haadi tab bhi usse utna hi pyaar karta tha ! Dono jab 8th standard me aaye to haadi har roz uske bus stop par uska intezaar karta or woh jab aati to usse baat nhi karta sirf usse dekhkar khush hojaata haadi me usse bolna to chahta tha ke woh usse bahot pyaar karta haai but kabhi bol nhi paaya ! Ek din jab haadi bus stop par uska wait karraha tha woh jaise hi aayi to haadi ne usse badi himmat karke baat ki ! Aesehi haadi har roz bus stop par uska intezaar karta fir uske aane ke baad usse baad karta ! Ek din haadi ne usse ek letter me likhkar diya ke apna instagram id mujhe dedo taake hum ek dusre see baat karsake. Us ladki ne usse id de di. Dono har roz instagram par baat karte or bus stop par baatee karte. Ek din woh ladki Mumbai chali gayi or jab us ladki ne haadi ko pucha ke tum mujhse pyaar karte ho kya to haadi hNe haa bola ladki bhi usse like karti thi lekin pyaar nhi karti thi. Ek din haadi ne usse pucha ke tum mujhse pyaar q nhi karti to us ladki ne kaha ke mai phle hi bahot upset hu or nhi rehna chahti. Haadi ne usse uske upset hone ki wajah puchi to us ladki ne bataya ke ek ladka hai jo apne hi class me padhta hai hum dono ek dusre se bahot pyaar karte the. Usne mujhe bahot waade bhi kiye the ke shaadi karunga etc. Fir ek din usne mujhe chod diya jab se mai upset hu. Yeh sab sunne ke haadi ne bus itna hi kaha ‘I LOVE YOU’ us ladki ne hairaan hokar kaha ke tum itna sunne ke baad bhi mujhe pyaar karte ho to haadi ne bade hi shaan se jawaab diya ke kuch bhi hojaye mai tumse utna hi pyaar karunga. Ladki bhi usse bahot pyaar karne lagi.
Woh roz roz baate karte or class me ek dusre se baat karte. Time guzarta gaya fir dono 9th me chale gaye. 9th me bhi waise hi baat karte the. Fir unke zindagi me ek hadsa hua jisne un dono koo aesa jhatka diya ke dono ki zindagi hilke reh gayi. Woh hadsa kuch is tarah tha. Us ladki ke parents mumbai gaye the. Ladki ghar par akeli thi. Dono mobile par baat karrahe the to haadi ne usse kaha ke kyu na hum mile. To ladki ne bhi haa kehdiya. Us din date thi 15/01/2017 is date pe woh dono mile. Milkar khub baate ki khub hasi mazaaq kiye fir un dono ne agle din or ek baar milne ka plan banaya. Agle din bhi dono usse tarah mile baate ki. Jab woh dono ghar jaa rahe the tab un dono ko kuch ladko ne gher liya. Haadi ne badi chaturayi se unhe sabaq sikhaya or ghar chale gaye. Agle din woh or ek baar mile baate ki hasi mazaaq kiye. Ussi waqt unke school ke cleaning staff walo ne unhe ek saath dekh liya. Or agle din school ke chairman ko sab batadiya. Principle me dono ko office me bula kar kuch sawaal kiye. Or school ki madam ne unhe gusse me bahot daata. School me un dono ki bahot badnaami hui. Fir uske baad dono school aate apne kaam se kaam rakhte or chale jaate. Fir Sunday ko us ladki ne haadi ko message kiya ‘HI’. Haadi ne reply kiya. Dono kuch der tak baate ki. Fir us ladki ne haadi se pucha ke tum ab bhi mujhse pyaar karte ho. Haadi ne bade hi shaan se reply diya ‘JITNA PEHLE KARTA THA UTNA AB BHI KARTA HU OR AAKHRI SAANS TAK KARTA RAHUNGA’. Yeh sunkar ladki bahot khush hui. Woh dono fir se roz baate karte.
Fir ek din aisa aaya jisne unki life hi badaldi.
Saal 2018:woh ladki scooty par jaa rahi thi. Utne me hi usse ek car waale ek takkar maar di. Woh ladki bahot hi haalat bahot hi kharab hogayi thi. Haadi ko yeh baat kisi ne nahi batayi. Ladki ke dad ne haadi ko sab bata diya or usse kaha ke mere beti bahot hi nazuq haalaat me hai usse chod kar kahi or chale jao.... haadi ne unki baat maankar uske shaher se bahot dur ek shaher (Ooty) me jaa kar rehne laga. Waqt guzarta gaya dono hi apne past ko bhool kar aage badhna chahte the. Kuch waqt ke baad dono sab kuch bhool ne lage tab hi us ladki ke dad ka transfer hogaya wahi jaha haadi rehta tha. Us ladki ghar waale jis ghar me rehte the usse ghar ke baazu woh ladka bhi rehta tha. Jaise hi haadi ne us ladki ko waha dekha to khud ko sambhal na paaya. Bahot dino tak usse chupta raha. Aakhir kaar haadi ne usse message kar diya. Ladki ne uska message dekhkar bahot khush hui or kaha
Boy : Hiii
Girl : Hii
Boy : kaisi Ho
Girl : Theek or tum
Boy: mai bhi theek hu ! Yaad aati thi meri
Girl : Bahot aati thi
Boy: reh paogi mere bina
Girl uski dad ki izzat ke baare me sochrahi thi or fir usne jawab diya :Haa


#AdhuriKahani #ShortStories #UrbanFiction #Storytelling #FlashFiction
Next 2-Minute Read The Old Radio of Matunga East Read Next Story →
Read smoothly in WritOn
Open App