Diamond Ring part 1
love story
Part 1
Zawar table k pas betha jahan lamp laga hua tha lamp ki roshni me kitab prny me msrof tha k uski maa i or us se kaha k ab usy shadi kr leni chahye zawar se uski mrzi pochi k kia tmhy aniya pasnd hy zawar aniya ka nam sun kr dil hi dil me khush hua qk wo usko boht chahta tha aniya zawar ki khala ki akloti beti thi aniya oxford university se parh kr i thi or boht khobsurt thi zawar bhi aklota tha maa ka ladla tha aniya ko itna prha likha dekh kr zawar khud ko usi k qabil banana chahta tha zawar ny maa ko han krdi zawar ki maa apni behin k ghar gai or us se aniya ka rishta manga shameem zawar ki maa or surat aniya ki maa ka nam tha surat ny aniya se b uski mrzi pochi wo bhi zawar ko psnd krti thi isi lye usny bhi han krdi or dono ki foran shadi krdi gai aniya qismat wali thi isilye shadi k foran bad zawar ko america me job mil gai or usny apni maa or biwi dono ko sath ly jany ka fesla kea maa ny jany se inkar kr dya qk wo apni behin surat k sath rehna chahti thi or dono miyan biwi america chaly gaye..